Thursday, 25 September 2014

Ummat e muhammadi ki fazilat

Unknown  /  at  09:19  /  No comments

Tariq jameel
Mere bhai aur behno is zamane main  aur is dor  main dendar aur bedeen musliman is bat ko aese bhol chuka hai k hamain samjh main nahi ata k kha se alfaz lain aur kha se mazmon lain jis ke zariye musliman ko is ki bholi hoi bat yad dilain aur bhola hoa saksh yad dilane par bat ko yad kar leta hai lekin jo yeh bhol chuka ho ke main bhola hoa ho isy yad karne keliye bhut qurbaniya deni parti hai-
Wo kia bat hai jis ke liye ap ko yha jama kia giya hai ? bat yeh thi ke ummat na mulk banane ai thi na mal kamane aai thi na duniya mian bare bare naqshy banane  aai thi, yeh ummat Hazrat Muhammad (s.a.w) ki ummat thi,aur yeh apne nabi ki naib ummat thii  aur is ummat ka kam apne nabi ke dard  aur gham ko le kar chalna tha is ummat ke andar,
  • na mulk ke jazbe they -
  • na mal ke jazbe they -
  • na zewar bnane ke jazbe they -
  • na kapre bnane ke jazbe they -
  • na apne bacho  keliye bare bare khazane jama karne ke jazbe they!

Share
Posted in: Posted on: Thursday, 25 September 2014

0 comments:

Translate

Design by Nazir Ahmad
All Rights Reserved © 2014 The Muslim Beliefs Design By Nazir Ahmad