Sahaba-e-Karam (razi Allahu anhun) aur sahabiyat ke zariye is ummat ko de kar gay they,
k sari duniya ke insano ko jahanam se bachana hai,
Aj is mehnat ke na hone ki waja se Allah ki muhabat aur is ke piyar ki nigha ham se hati hoi hai,
Hazoor (s.a.w) wala gham is ke andar ka gham ban jay ,
aur mal ke jazbe is ke andar se khatam ho jay, Ap (s.a.w) ko itna dard tha k aik aik fard keliye roy hai aur is aik ummati ki fikar farmai.
0 comments: